Aaj phir khuch likhne ko dil karta .
Lafzo ko Sahara nahi milta .
Umeedo ko kinara nahi milta .
Aaj phir khuch likhne ko maan karta hai .
Door kahi goonj sunaee deti hai .
Par lafzo Ko Sahara nahi milta .
Aaj phir khuch likhne ko maan karta hai .
Dil mein umange udh rahi .
Par unko lafzo Ka Sahara nahi milta .

Comments
Post a Comment